Met #Norwegian Agriculture Minister H.E. Mr @jongdale in my office today.pic.twitter.com/rrudQXeXTE
You can add location information to your Tweets, such as your city or precise location, from the web and via third-party applications. You always have the option to delete your Tweet location history. Learn more
इसी लक्ष्य को ध्यान में रखते हुए मोदी सरकार ने इनाम पोर्टल की शुरुआत की है जिस पोर्टल पर 250 से अधिक मंडिया जुड़ चुकी है
sahmat to Sab hai sir ji par mil to nhi RHA yh kese hoga
6 mnth gujar gae uchit mulya chodiye mantri ji halat aur kharab hoti ja rahi hai kaha jaega kisan lgat nhi nikal rhi incm 2 guni kaise kroge
sarkar kyu samay rehte nahi sambhlti kisan ko karz mafi nahi uski fasal ke uchit moolya mil jaye to kavi ham hadtal par nahi jana chahenge
MP me kisan ki strike hinsak hoti ja rahi hai avi v waqt hai sir kisan ko uski fasal ke wazib daam dilao
ye mantri ji mera kaha ek sal pehle man lete to aaj kisan strike par na jata congress party ko kyu baithe bithaye mauka de rhe ho
i m a die heart fan of bjp n modi agar abhi bhi sarkar ne kisano ki faslo ke uchit daam nahi diye to aage aapki dagar kathi hogi
hame karz mafi ki jgaha hamari faslo ke kam se kam aise rate to do ki kam se kam kisan aatmhatya na kar pae
aap sehmat hai to australia se chana kyu import kiya ja raha hai waise hi to pala ki wajah se utpadan bahut kam hia upar se bhao kam hai
is baat lagatar 3 din faslo me pala pada matar chana aur masoor ki fasal ko 40-50% nuksan hua upar se 12000 ki fasal 4000 pr
disel 67 rs ka khaad 1150 har cheez ke rate bad rahe hai bas kisan ki fasal ke rate girte hai aisa kyu hamse hi molbhav kyu
Twitter may be over capacity or experiencing a momentary hiccup. Try again or visit Twitter Status for more information.